watch sexy videos at nza-vids!

Mere Sarkar-11
by
REHAN KAUSAR
Hadis

-=(S.D)=-
Puri Sacchai
aur
Imandari ke sath
karobaar karne wala
tajir
Aakhirat me
Ambiya,
Siddiqin,
Shohda
ke sath hoga.

(Tirmizi)

JUTH SE BACHO...
-=(S.D)=-
Rasool (s) ne farmaya :
Jo
chaheta ho
ke uske
RIZQ me
usat
aur
maal me
barkat ho
to
woh
apne Rishtedaaron se
nek sulook kare.

(sahi Bukhari)
-=(S.D)=-
Hadees.
AAP (S.A.W) NE FARMAYA.
"ALLAH JIS SHAKHS KI BEHTARI CHAHATA HAE, US KO DEEN KI SAMAJH ATA FARMATE HAEn"
bahawala>BUKHARI
-=(S.D)=-
HUZOOR.(saw) FARMATE HAI Ki.
"JASOOSON Ki TARAH KISI Ke AIB MALUM KARNE KI KOSHISH NA KARO.
>BUKHARI:6064
ae ALLAH HM SAB KI PARESHANI DUR.Farma:
-=(S.D)=-
Rasool (s) ne farmaya:

Jiske seene me kuch
QURAN
nahi hai
woh
viran makan ki misal hai.

(Tirmizi)
-=(S.D)=-
Hadis:
RASOOLULLAH Sallallahu-Alaihi wa-sallam ne farmaya:
"Amal niyyat hi se sahih hote hai,
Aur har Aadmi ko wahi milega jo niyyat karega".
{S. Bukhari 1/54
-=(S.D)=-
Hadees.
JAB AULAAD APNE WAALDAEN KI TARAF NAZR-E RAHEMAT KARE,
ALLAH HAR NAZAR KE BADLE HAJ-E MABR00R KA SAWAAB LIKHTA HAE
Bahawala>BEHAQI
-=(S.D)=-
HUZOOR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM NE FARMAAYA:
KHAREED WA FAROKHT MEIN DHOKA DENE KE LIYE BHAO BADHA CHADHA KAR NAA BOLO.
(MUSLIM : 6541
-=(S.D)=-
Raawi :Abu huraira(r):

Rasol (s) ne farmaya:

ALLAH TAALA
ne
eysi koi bemari
paida nahi
ki
jiske leye
SHIFA
na uthari ho

(bukhari & muslim)
-=(S.D)=-
Nabi(s)ne farmaya:
Jo
shaks
SURAH BAQARAH
ki akhri 2 ayat(285,286) Raat ko
parh leta hai
tu
yeh puri raat ko
kafi ho jati
hain.
(bukhari 4008)
-=(S.D)=-

Hadis

-=(S.D)=-
HUZOOR S.A.W.NE FARMAYA:
QARZA KAM KARO,AAZADI KI ZINDAGI GUZAROGE.(SHOABUL EMAAN:5314)
-=(S.D)=-
" Dunia Ki Har Fiza Me Ujala Rasool Ka

Ye Sari Qainat He Sadqa Rasool Ka

Khusbu-e-Gulab Me Pasina Rasool Ka

Ho Aapko Mubarak Mahina Rasool Ka~
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya
Jise
kisi mufti ne
ilm ke bagair
fatwa diya
to
amal karne wale ka gunah
fatwa dene wale
par hoga.
(Sahi Abudawod 3/365
-=(S.D)=-
Jo
Deen ke ilm
ki
talash me niklega,
ALLAH
us ke liye
jannat ka raasta
aasan kardega.

(Muslim)
(Abu Dawood)
(Tirmizi)
(Ahmad)
(Ibne Maja)
-=(S.D)=-
Ahle iman
aapas main
bhai bhai hain.
[Hujrat :10]
Aur tum halal aur pakiza chezo se elaj karo.[muslim].
-=(S.D)=-
Hadees.
YAQINAN TAMAAM BAAT0n SE BAHETAR BAAT ALLAH KI KITAAB(QUR'AN)KI HAE,AUR TAMAAM TARIQ0n SE BAHETAR TARIQA M0HAMMAD(SAW)KA HAE"
bahawala>MUSLIM
868
-=(S.D)=-
RASULALLAH (SAWS) NE FARMAYA BESHAK ADMI GUNAHO KE WAJASE RIZQ SE MAHRUM KR DEYA JATA H. [MUSANAD AHMAD 21881]
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya Haram karda cheezo se parhez karo,
tamaam logon se
ziyada ibaadat guzaar ho jaoge.
[Tirmizi 3/1876]
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
ABDULLAH IBN MASUD(RA):"MAE NE NABI(SAW)SE PUCHA KE KAUN SE AAMAAL ALLAH K0 ZYADA MAHEBUB HAEn?"
AAP(S.A.W)NE FARMAYA:WAQT PAR NAMAZ PADHNA.
Bahawala>BUKHARI
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hazrat Anas(ra) kehte hai:
NABI-KARIM(saw)Ne Farmaya:
Jab Koi Shakhs Kisi Ko QARZ De To Phir QARZ LeneWale Se HADYA(Tohfa)
QUBOOL Na Kare.
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
HOME